Nástroje
Ensembles
Genres
Skladatelé
Umělci

Texty: KK. Jaane Ye Kya Hua.

Jaane ye kya hua, jaane ye kya hua
Hum dono ka yun milna, aise paas aana
Jaane ye kya hua, jaane ye kya hua
Ab har pal anjaana hai
Dekho hona hai aur kya
Jaane kyun lagta hai, dheere se, haule se, geet koi dil hai gaa raha
Jaane kyun lagta hai, ab jaise, har lamha, har pal hai muskra raha
Jaane kyun lagta hai, dheere se, haule se, geet koi dil hai gaa raha
Jaane kyun lagta hai, ab jaise, har lamha, har pal hai muskra raha
Tumhe hai ptaa maine pehli baar jo dekha tumhe
Mujhe ye lagaa, chahun bhi to kaise paa sakunga tumhe
Woh sapna tha ek din to, main hoon, tum ho, tum dheere se bolo
Tumko apna maana hai, dekho hona hai aur kya
Jaane kyun lagta hai, dheere se, haule se, geet koi dil hai gaa raha

Jaane kyun lagta hai, ab jaise, har lamha, har pal hai muskra raha


Kahoon kya bhala, tumhi ko to main chahata hoon suno
Tumhe jo mila maine jana main bhi zinda hoon suno
Kahoon main kya tumko, main hoon, tum ho, bas itna sun lo
Tumpe koi deewana hai, hona hai aur kya
Jaane ye kya hua / Jaane kyun lagta hai, dheere se, haule se, geet koi dil hai gaa raha
Ab har pal anjaana hai
Dekho hona hai aur kya