Nástroje
Ensembles
Genres
Skladatelé
Umělci

Texty: KK. Kya Mujhe Pyar Hai.

Kyon Aaj Kal neend kam Khwab zaada hai
Lagta Khuda ka koi neek iraada hai
Kal tha Fakeer aaj dil shezada hai
Lagta Khuda ka koi neek iraada hai

Kya Mujhe Pyaar hai ya
Kaisa Khumar hai ya
Kya Mujhe Pyaar hai ya
Kaisa Khumar hai ya

Pathar ke in raston pe
Phoolon ke ek chaadar hai
Jabse mile ho humko
Badla har ek manzar hai

Dekho jahaan main neele neele asmaan thale
Rang naye naye hai jaise ghulte huwe
Sohye se khwab mere jaage tere waaste
Tere khayalon se hai bheege mere raaste

Kya Mujhe Pyaar hai ya

Kaisa Khumar hai ya
Kya Mujhe Pyaar hai ya
Kaisa Khumar hai ya

Tum kyon chale aate ho
Har raaz hain in khwaabon main
Chupke se aa bhi jaao
ek din meri bahoon main

Tere he saapnein andheron mein ujaalon mein
Koi naasha hain tere aankhon ke pyalo mein
Tu mere khwabon mein jawabon mein sawaalon mein
Har din churaa tumhe mein laaton hoon kyaalon mein

Kya Mujhe Pyaar hai ya
Kaisa Khumar hai ya
Kya Mujhe Pyaar hai ya
Kaisa Khumar hai ya